Aaj Ka Sawal » Taqleed

SEARCH IN ALL QUESTIONS:  
Q: Kia Kisi Khaas Maurid Main Kisi Dosray Mujtahid Ki Taraf Ruju Kar Saktay Hain?
A: Nahi Kar Saktay.
Q: Kia Kisi Masla Main Kisi Dosray Marja Ki Taqleed Ki Ja Sakti Hay?
A: Agar Aap Kay Marja Nay Is Masla Main Ehtiyat Kaha Ho To Aap Is Masla Main Dosray Number Kay Aalam Ki Taraf Rujoo Kar Saktay Hain.
Q: Kia Taqleed Mein Biwi Ko Apne Shohar Ki Pairawi Karni Chahiay?
A: Marja Taqleed Main Biwi Par Shohar Ki Pairawi Zaroori Nahi Hay.
Q: Kia Aik Waqt Main Aik Say Ziada Marajieen Ki Taqleed Kar Saktay Hain?
A: Ikhtilafi Masail Main Jab Un Main Say Aik Aalim Ho To Aisa Karna Jaaiz Nahi Hay.
Q: Kia Kisi Khaas Moorid Main Kisi Dosray Mujtahid Ki Taqleed Ki Ja Sakti Hay?
A: Nahi Kar Saktay Hain.

Gides © 2024 web developtment by GIFS Team | Rights Reserved