Aaj Ka Sawal » Safar kay ehkam

SEARCH IN ALL QUESTIONS:  
Q: Agar Koi Shakhs Aazan E Zohar Kay Waqt Foran Namaz Ada Kiay Bagair Apnay Ghar Say Safar Par Niklay Aur Maghrib Kay Baad Apni Manzil E Maqsood Par Pohnchay, To Kia Yeah Shakhs Gunehgaar Hoga Aur Kia Is Shakhs Par Namaz Ki Qaza Bhi Wajib Ho Gi?
A: Ji Haan Yeah Shakhs Gunehgar Hay Is Liay Kay Us Nay Farz Namaz Ko Bar Waqt Ada Nahi Kia Aur Safar Par Rawana Ho Gaya Aur Is Shakhs Par Qaza Bhi Wajib Hay.

Gides © 2024 web developtment by GIYF Team | Rights Reserved