Aaj Ka Sawal » Namaz kay auqat

SEARCH IN ALL QUESTIONS:  
Q: Namaz Iesha Ka Waqt Kia Hay?
A: Iesha Ki Namaz Ka Waqt Mukhtar Shaks Kay Liay Aadhi Raat Tak Hay Aur Raat Ka Hisab Sooraj Gurob Honay Ki Ibtida Say Tuloo E Fajar Tak Hay.
Q: Agar Koi Kisi Sharaie Uzr Ki Waja Say Adhi Raat Tak Namaz Iesha Na Par’hay Toh Kia Hukum Hay?
A: Agar Koi Sharaie Uzr Ki Waja Say Aadhi Raat Tak Namaz Iesha Na Par’h Sakay Toh Is Kay Liay Waqt Tuloo E Fajar Say Phelay Tak Hay.

Gides © 2024 web developtment by GIFS Team | Rights Reserved