Aaj Ka Sawal » Namaz e Wehshat

SEARCH IN ALL QUESTIONS:  
Q: Aik Shaks Har Raat Me Us Roz Inteqal Kar Jane Walay Tamam Momineen Kay Liay Namaz E Wehshat Parhta Hay, Kia Uska Ye Amal Sahi Hay?
A: Namaz Ka Sawab Aik Se Ziada Momineen Kay Liay Hadya Karna Jaiz Hay, Balke Raja Ki Niat Say Sab Ki Taraf Se Bhi Parh Saktain Hay, Inshallah Khuda Iska Ajar Dega.
Q: Agar Koi Shakhs Kisi Dosray Mulk May Intqaal Kar Jay To Is Kay Liay Namaz E Wehshat Kahan Kay Waqt Kay Mutabiq Par’hi Jay?
A: Jahan Pay Intiqaal Howa Hay Wahan Kay Waqt Kay Mutabiq Par’hi Jaay.
Q: Aik Shakhs Har Shab Us Din Dafan Honay Walay Tamam Momnin Kay Liay Namaz E Wehshat Par’hta Hay Kia Is Ka Yeh Amal Durust Hay?
A: Namaz Ka Sawab Aik Say Ziada Momnin Kay Liay Hadyan Karna Jaaiz Hay, Balkay Rija Ki Niyat Say Sab Ki Taraf Say Par’h Sakhtay Hain Insha Allah Khuda Is Ka Ajar Day Ga.
Q: Aik Shakhs Har Shab Us Rat Dafan Honay Walay Tamam Momneen Kay Liay Namaz E Wehshat Par’hta Hay, Kia Is Ka Yeh Amal Saheeh Hay?
A: Namaz Ka Sawab Aik Say Ziada Momneen Kay Liay Hadya Karna Jaaiz Hay, Balkay Rija Ki Niyyat Say Sab Ki Taraf Say Par’h Saktay Hain Insha Allah Khuda Is Ka Ajar Day Ga.

Gides © 2024 web developtment by GIYF Team | Rights Reserved