Aaj Ka Sawal » Namaz e Subh

SEARCH IN ALL QUESTIONS:  
Q: Namaz E Subh Ka Kiya Waqt Hay?
A: Subh Ki Aazaan Kay Qareeb Mashriq Ki Taraf Say Aik Safaidi Upar Uthti Hay Jis Say Fajar E Awwal Kaha Jata Hay, Jab Ye Safaidi Phail Jaay To Wo Fajar Dowwum Aur Subh Ki Namaz Ka Awwal E Waqt Hay Aur Subh Ki Namaz Ka Akhri Waqt Suraj Nikalnay Tak Hay.
Q: Kia Namaz E Subh Ka Wajib E Kifaaie Honay Ka Aqeeda Rakhna, Zaroriyaat E Islam Kay Inkaar Kay Masaavi Hay?
A: Han Zaroriyat E Deen Kay Inkaar Kay Masaavi Hay Aur Agar Risalat Ki Takzeeb Ka Sabab Ho To Us Ka Murtad Hona Sabit Ho Jay Ga.

Gides © 2025 web developtment by GIYF Team | Rights Reserved