Aaj Ka Sawal » Namaz e Juma

SEARCH IN ALL QUESTIONS:  
Q: Agar Koi Namaz E Juma Parhnay May Waqt E Muqarrara Say Takheer Kar Day To Kia Hukum Hay?
A: Jab Takheer Ho Jaay Zawaal E Aftab E Urfi Say To Jumay Ki Namaz Ka Waqt Khatam Ho Jata Hay Aur Zarori Hay Kay Zohar Ki Namaz Ada Ki Jai.
Q: Kia Namaz-e-Juma Ki Imamat Karwanay Kay Liay Jamay Us Sharaait Mujtahid Ki Ijazat Zarori Hay?
A: Aisi Koi Shart Nahi Hay.
Q: Agar Koi Namaz E Juma Par’hnay Mein Waqt E Muqar-rara Say Ta’kheer Kar Day To Kia Hukum Hay?
A: Jab Zawaal E Aftaab Urfi Taur Par Khatam Hojay To Zaroori Hay Kay Zohar Ki Namaz Ada Ki Jaay.

Gides © 2024 web developtment by GIYF Team | Rights Reserved