Aaj Ka Sawal » Namaz Ka Waqt

SEARCH IN ALL QUESTIONS:  
Q: Namaze Maghrib O Isha Kis Waqt Qaza Hoti Hain?
A: Namaze Maghribain Ka Waqt Aadhi Raat Tak Hay Aur Majboori Ki Haalat Main Jesay Koi Namaz Parhna Bhool Jaey Ya Haaiz Hoto Azane Subha Tak Parhi Jasakti Hay.
Q: Namaze Isha Kis Waqt Tak Parhi Jasakti Hay?
A: Namaze Isha Aadhi Raat Tak Parhi Jasakti Hay Aur Majboori Main Azaane Subha Tak Bhi Parhi Jasakti Hay
Q: Namaze Asr Ka Sharee Wat Sooraj Ghuroob Honay Tak Hay Ya Maghrib Ki Azan Tak?
A: Aihtyaate Wajib Ki Bina Par Namaze Zohrain Main Sooraj Doobnay Tak Taakheer Nahi Karni Chahiye,haan Sooraj Doobnay Kay Shakk Ya Iskay Imaratoo Kay Peechay Chup Janay Kay Ehtimaal Waghaira Ki Soorat Main ,namaz Main Aasman Ki Surkhi Kay Zaail Honay Tak Takheer Jaiz Hay.
Q: Namaze Maghrib O Isha Kis Waqt Qaza Hoti Hain?
A: Namaze Maghribain Ka Waqt Aadhi Raat Tak Hay Aur Majboori Ki Haalat Main Jesay Koi Namaz Parhna Bhool Jaey Ya Haaiz Hoto Azane Subha Tak Parhi Jasakti Hay.
Q: Namaze Asr Ka Sharee Wat Sooraj Ghuroob Honay Tak Hay Ya Maghrib Ki Azan Tak?
A: Aihtyaate Wajib Ki Bina Par Namaze Zohrain Main Sooraj Doobnay Tak Taakheer Nahi Karni Chahiye,haan Sooraj Doobnay Kay Shakk Ya Iskay Imaratoo Kay Peechay Chup Janay Kay Ehtimaal Waghaira Ki Soorat Main ,namaz Main Aasman Ki Surkhi Kay Zaail Honay Tak Takheer Jaiz Hay.
Q: Agar Koi Shakhs Namaz Na Par’hay Yahan Tak Kay Wo Ba-zarya Hawaaie Jahaaz Aisi Jagah Pohonch Jaay Jahan Abhi Namaz Ka Waqt Baqi Ho To Is Kay Liay Kia Hukum Hay?
A: Ehtiyat E Wajib Ki Bina Par Zaroori Hay Kay Wo Ma-fi-uz- Zimmah Yani Ada Wa Qaza Ki Niyyat Kay Bagair Namaz Ada Karay.

Gides © 2024 web developtment by GIFS Team | Rights Reserved