Aaj Ka Sawal » Najis dawa khanay ka hukum

SEARCH IN ALL QUESTIONS:  
Q: Najis Dawa Ka Istaymal Jaiz Hay?
A: Agar Dawa Najis Cheez Se Tayyar Howi Ho To Iska Khana Haram Hai, Lekin Agar Yaqeen Na Ho Kay Dawa Najis Cheez Se Tayyar Ki Gai Hai To Kha Sakte Hay Aur Najis Cheez Ki Surat May Bhi Agar Doctor Ki Tajweez Ho To Elaaj Agar Isi Par Munhasir Ho To Zaroorat Ki Miqdar Khanay May Koi Haraj Nahi Hay.

Gides © 2024 web developtment by GIYF Team | Rights Reserved