Aaj Ka Sawal » Muthafrakhat

SEARCH IN ALL QUESTIONS:  
Q: Agar Kisi Talib E Ilm Kay University Ka Imtehan Haj Kay Ayyam Main Ajaey Aur Wo Imtehan Uski Zindagee Kay Liye Nihayat Eham Ho To Kiya Wo Haj Ko Aainda Saal Kay Liye Moakhar Kar Sakta Hay?
A: Agar Usay Is Baat Ka Itmenaan Ho Kay Wo Aglay Saal Haj Par Ja Sakay Ga To Aisa Karna Jaiz Hay, Warna Haj Main Takheer Nahi Karsakta Aur Imtehaan Main Takheer Karna Uskay Liye Sakhti Aur Dushwari Ka Sabab Ban Sakta Ho Ya Uskay Liye Mehenga Par Sakta Ho To Haj Is Saal Wajib Nahi Hoga Aur Wo Mutatee Shumar Nahi Hoga.

Gides © 2024 web developtment by GIFS Team | Rights Reserved