Aaj Ka Sawal » Musaafir kay Ehkam

SEARCH IN ALL QUESTIONS:  
Q: Agar Koi Shaks Namaz Na Parhay Aur Namaz Ka Waqt Qaza Hojay Yahan Tak Kay Wo Bazarya Hawaii Jahaz Aesi Jagah Ponch Jai Jaha Abhi Namaz Ka Waqt Baki Ho, To Is Kay Liay Kia Hokum Hay?
A: Ehtiate E Wajib Ki Bina Par Zarori Hay Kay Wo Ma-fiz-zimmah Yani Ada O Qaza Ki Niyyat Kiay Bagair Namaz Ada Karay.
Q: Musafir Kay Liay Shehar E Kofa Mein Pori Aur Qasar Namaz Par'hnay Ka Hukum Kia Faqat Masjid E Kofa Say Mukhtas Hay Ya Poray Shehar Kay Liay Hay?
A: Poray Shehar E Kofa Mein Musafir Ikhtiyar Rakhta Hay Kay Namaz Pori Par'hay Aur Chahay To Qasar Par'hay.

Gides © 2024 web developtment by GIFS Team | Rights Reserved