Aaj Ka Sawal » Khanay kay ehkaam

SEARCH IN ALL QUESTIONS:  
Q: Tiddi Ko Khanay Ka Kiya Hukum Hay?
A: Tiddi Agar Khud Ur Sakti Ho Aur Usay Apnay Hath Say Ya Kisi Aur Aalay Se Zinda Pakra Jaey To Iska Khana Jaiz Hay Aur Is Main Pakarnay Walay Ka Musalman Hona Bhi Zarori Nahi Aur Na Hi Pakartay Howay ALLAH Ka Name Lena Zaroori Hay,haan Agar Isay Kisi Kafir Kay Hath Main Murda Paya Jaey Aur Mutmain Na Hon Kay Isay Zinda Pakra Gaya Hay To Isay Khana Jaiz Nahi Hay Chahay Wo Keh Bhi Day.
Q: Nasha Awar Ashyaa Ko Smuggle Karna Ya Usay Bechnay Main Madad Karnay Ka Kiya Hukum Hay?
A: Haram Hay.
Q: Kaikar’a Khana Kaisa Hay?
A: Haram Hai.
Q: Khargosh Khana Kaisa Hay?
A: Har Qisam Kay Khargosh Ka Gosht Khana Haram Hay.
Q: Kaykra Khanay Ka Kia Hukum Hay?
A: Haraam Hay.

Gides © 2024 web developtment by GIFS Team | Rights Reserved