Q: Kiya Haaiza Aurat Haiz Kay Doran Qurani Ayaat Jo Usay Hifz Hain Wo Quran Main Dekhay Baghair Tilawat Kar Sakti Hay?
A: Siwaey Wajib Sajday Wali Ayaat Kay Baaqi Ayaat Ki Tilawat Kar Sakti Hay Aur Wajib Sajday Wali Ayaat Quran Ki In Sooro Main Hain.
1: Surae SAJDA 2: Surae FUSSILAT 3: Surae WANNAJM 4: Surae ALAQ
Q: Jab Insaan Ghusal E Jabira Karlay To Kia Haddi Ka Zakham Sahi Honay Kay Bad Dubara Ghusal Karna Zaroori Hai?
A: Zaroori Nahi Hai.
Q: Agar Koi Namaz Ka Waqt Tang Honay Ki Wajah Say Ghusal Kay Badlay Tayammum Karay To Kia Is Kay Bad Us Kay Liay Ghusal Karna Zarori Hogai?
A: Ji Han Uzur Dour Honay Kay Bad Namaz Ya Istara Ki Ibadat Kay Liay Ghusal Karna Zarori Hoga.
Q: Jab Namaz Aur Ghusal Dono Kay Liay Waqt Na Ho Aur Koi Ghusal Kar Lay To Us Kay Ghusal Ka Kia Hokum Hai?
A: Nahi Kay Wo Ghusal Sahi Ho Agar Chay Janboojh Kar Takheer Karne Wala Gunahgaar Hai.
Q: Agar Koi Namaz Ka Waqt Tang Hone Ki Wajah Se Ghusal Kay Badlay Tayyamum Kar Lay To Kia Us Kay Bad Us Kay Liay Ghusal Karna Zarori Hai?
A: Je Han Uzar Dour Hone Kay Bad Namaz Wagera Kay Liay Ghusal Karna Zarori Hai.
Q: Jab Insaan Gusal E Jabira Krle To Kia Haddi Ya Zakham Sahi Hone Ke Bad Dubara Gusal Krna Zaroori Hai?
A: Aqwi Ye Hai Ke Zaroori Nhi Hai.
Q: Jab Ehtilam Ka Shaq Ho, To Kia Ghusal Karna Zarori Hay?
A: Agar Yeh Sahq Is Waja Say Ho Kay Mani Apni Jaga Say Harkat Karay Likin Kharij Na Ho To Ghusal Karna Zarori Nahi Hay.
Q: Kia Ghusal May Paaon Kay Talway Dhona Zarori Hay?
A: Ji Haan Zarori Hay.
Q: Kia Ghusal May Paaon Kay Talway Dhona Zarori Hay?
A: Ji Haan Zarori Hay.
Q: Jab Namaz Aur Ghusal Dono Kay Liay Waqt Na Ho Aur Koi Ghusal Kar Lay To Uskay Ghusal Ka Kia Hukam Hay?
A: Baeed Nahi Kay Ghusal Sahi Ho Agar-chay Jaan Boj Kar Takheer Karnay Wala Guney Gaar Hay.
Q: Kia Aisa Insaan Jis Par Ghusal E Janabat Wajib Na Ho Wo Namaz Kay Liay Ghusal E Janabat Kar Saktha Hay?
A: Ghusal E Janabat To Nahi Kar Sakta Magar Koi Aisa Ghusal Kar Saktha Hay Jis Ki Mashroiyyat (shariat May Sabit Hona) Saabit Ho, Jaisay Ghusal E Juma.
Q: Kia Ghusal May Paaon Kay Talway Dhona Zarori Hay?
A: Ji Haan Zarori Hay.
Q: Kia Ghusal May Paaon Kay Talway Dhona Zarori Hay?
A: Ji Haan Zarori Hay.
Q: Kia Ghusal May Paaon Kay Talway Dhona Zarori Hay?
A: Ji Haan Zarori Hay.