Q: Agar Kisi Ko Ilm Na Ho Kay Is Ki Zimmaydaari Wuzu Hay Ya Tayammum To Kia Hukum Hay?
A: Ehtiyat E Wajib Ki Bina Par Tayammum Aur Jabeerah Dono Ko Baja Laaye .
Q: Agar Kisi Ko Namaz Kay Baad Pata Chalay Kay Is Ka Wuzu Baatil Hogaya Tha Laikin Shak Ho Kay Namaz Say Pehlay Baatil Huwa Ya Baad Mein To Is Ki Kia Zimaydaari Hay?
A: Jo Namaz Wo Parh Chuka Hay Wo Saheeh Hay.
Q: Agar Kisi Ko Ilm Na Ho Kay Is Kay Zimaydaari Wuzu Hay Ya Tayammum To Kia Hukum Hay?
A: Ehtiyat E Wajib Ki Bina Par Wo Tayammum Aur Jabeerah Dono Ko Baja Laaye.