Aaj Ka Sawal » Ayyaam e Azaa

SEARCH IN ALL QUESTIONS:  
Q: Kia Ayyaam E Azaa Moharram Wa Safar Mein Nay Ghar Mein Muntaqil Hona Jaiz Hay ?
A: Yeh Kaam Sharan Haraam Nahi Hay Jab Tak Kay Is Say Ayyaam E Azaa Ki Had Tak Hurmat Na Hoti Ho Albatta Munasib Yeh Hay Kay Insaan Ahlay Bait (as) Kay Ayyaam E Musibat Mein In Kamo Ki Anjaam Dahi Say Ijtinab Karay Kay Jo Apnay Ahbaab Ki Museebat Mein Bhi Anjaam Nahi Daita Magar Yeh Kay Urfan Zaroori Kaam Ho .
Q: Kia Ayyaam E Azaa, Muharram Wa Safar Mein Nay Samaan Ka Khareedna Jaaiz Hay?
A: Yeh Kaam Sharaan Haraam Nahi Hay Jab Tak Kay Is Say Ayyaam E Aza Ki Hatak E Hurmat(toheen) Na Hoti Ho, Albatta Munasib Yeh Hay Kay Insaan Ahalaybait (as) Kay Ayyaam E Musibat Mein Is Tara Kay Kamo Ki Anjaam Dahi Say Ijtinab Karain Takay Jo Kaam Aam Taur Par Woh Apnay Ahbaab Ki Museebat Mein Bhi Anjaam Nahi Daita Magar Yeh Kay Urfan Zaroori Kaam Ho.
Q: Kia Ayyaam E Azaa, Muharram Wa Safar Mein Nay Kapr’ay Khareedna Jaaiz Hay?
A: Yeh Kaam Sharaan Haraam Nahi Hay Jab Tak Kay Is Say Ayyaam E Aza Ki Hatak E Hurmat(toheen) Na Hoti Ho, Albatta Munasib Yeh Hay Kay Insaan Ahalaybait (as) Kay Ayyaam E Musibat Mein Is Tara Kay Kamo Ki Anjaam Dahi Say Ijtinab Karain Takay Jo Kaam Aam Taur Par Woh Apnay Ahbaab Ki Museebat Mein Bhi Anjaam Nahi Daita Magar Yeh Kay Urfan Zaroori Kaam Ho.
Q: Ki Ayyaam E Azaa, Muharram Wa Safar Mein Naya Kaam Shuru Karna Jaaiz Hay?
A: Yeh Kaam Sharan Haraam Nahi Hay Jab Tak Kay Is Say Ayyaam E Aza Ki Hatak E (toheen) Na Hoti Ho, Albatta Munasib Yeh Hay Kay Insaan Ahalaybait (as) Kay Ayyaam E Musibat Mein Is Tara Kay Kamo Ki Anjaam Dahi Say Ijtinab Karain Takay Jo Kaam Aam Taur Par Woh Apnay Ahbaab Ki Museebat Mein Bhi Anjaam Nahi Daita Magar Yeh Kay Urfan Zaroori Kaam Ho.
Q: Kia Ayyaam E Azaa, Muharram Wa Safar Mein Apnay Badan Wa Libaas Ki Zaib O Aaraish Karna Jaaiz Hay ?
A: Yeh Kaam Sharaan Haraam Nahi Hay Jab Tak Kay Is Say Ayyaam E Aza Ki Hatak E (toheen) Na Hoti Ho, Albatta Munasib Yeh Hay Kay Insaan Ahalaybait (as) Kay Ayyaam E Musibat Mein Is Tara Kay Kamo Ki Anjaam Dahi Say Ijtinab Karain Takay Jo Kaam Aam Taur Par Woh Apnay Ahbaab Ki Museebat Mein Bhi Anjaam Nahi Daita Magar Yeh Kay Urfan Zaroori Kaam Ho.

Gides © 2024 web developtment by GIFS Team | Rights Reserved