Aaj Ka Sawal » Amanat

SEARCH IN ALL QUESTIONS:  
Q: Mairay Paas Aik Shaks Ki Amanat Hay, Kia Main Is May Tasarruf Karnay Ka Haq Rakhta Hon?
A: Malik Ki Ijazat Kay Bagair Jaiz Nahi Hay.
Q: Miyan Biwi Nay Aik Dosray Kay Pas Jo Hadiay Aur Amanatian Rakhwaie Thien, Talaq Kay Baad In Ka Kia Hoga?
A: Wo Hadiay Jo Miyan Biwi Aik Dosray Ko Daitay Hain Agar Wo Baqi Bachay Ho To Wapis Lay Sakhtay Hain Magar Yeh Kay Wo Aapas Main Khoni Rishtaydar Hoon (to Wapis Nahi Lay Saktay) .
Q: Agar Koi Neend Main Kisi Ki Amanat Ko Nuqsaan Poucha Kar Usay Wapas Karday Aur Wo Tawajoh Na Daitay Howay Rakh Lay To Kia Wo Nuqsaan Ka Zamin Hay?
A: Is Kay Liay Nuqsaan Ki Talaafi Ya Jis Ka Maal Tha Us Say Halaliyyat Talab Karna Zaroori Hay.

Gides © 2025 web developtment by GIYF Team | Rights Reserved