Aaj Ka Sawal » Aaytaykaf kay ehkam

SEARCH IN ALL QUESTIONS:  
Q: Aaytaykaf Ki Halat May Khushbo Songhnay Ka Kia Hukum Hay?
A: Khushbo Songhna Mutlaqan Jaiz Nahi Hay Chahay Wo Isay Khareednay Kay Liay Songhay.
Q: Aaytaykaf Ki Halat May Phol Ka Songhna Jaiz Hay?
A: Phol Ka Lazzat Say Songhna Jaiz Nahi Hay Agar Bagair Lazzat Kay Songhay To Koi Haraj Nahi Hay.
Q: Aaytaykaf Ki Halat May Phool Ka Songhna Jaiz Hay?
A: Phool Ka Lazzat Say Songhna Jaiz Nahi Hay Agar Bagair Lazzat Kay Songhay To Koi Haraj Nahi Hay.
Q: Aaytaykaf Ki Halat May Konsa Phool Saonghna Haram Hay?
A: Har Wo Phool Songhna Haram Hay Jo Khoshbodar Ho Aur Lazzat Say Songha Jay.
Q: Aaytaykaf Ki Halat May Cigarette, Pan Khareednay Ka Kia Hukum Hay?
A: Khareed O Farokhat Ehtiyat Wajib Ki Bina Par Mutlaqan Jaiz Nahi Hay Laikin Khud Khanay Peenay Kay Liay Agar Zarorat Ho Aur Koi Dosra Aap Kay Liay Khareednay Wala Na Milay Toh Is Had Tak Jaiz Hoga.
Q: Aaytakaf Ki Halat May Apnay Dunyavi Mubah Kaam Jaisay Apnay Kapray Ki Silaai Karnay Ka Kia Hukum Hay?
A: Koi Haraj Nahi Hay Agarcha Behtar Hay Kay Ijtinab Karay.
Q: Aaytaykaf Ki Haalat Main Khushbu Soonghnay Ka Kia Hukum Hay?
A: Khushbu Songhna Mutlaqan Jaaiz Nahi Hay Agarchay Khareednay Kay Liay Songhay.
Q: Aaytaykaaf Ki Haalat Main Phool Ka Songhna Jaaiz Hay?
A: Phool Ka Lazzat Say Songhna Jaaiz Nahi Hay Agar Baghair Lazzat Kay Songhay To Koi Haraj Nahi Hay.
Q: Aaytekaf Ki Haalat Main Apnay Dunyawi Mubah Kaam Jaisay Apnay Kapray Ki Seelai Karnay Ka Kka Hukum Hay?
A: Koi Haraj Nahi Hay Agarchay Behtar Hay Kelay Ijtinab Karay.
Q: Aaytekaf Ki Haalat Main Cigrette, Paan Khareednay Ka Kia Hukum Hay?
A: Khareed O Farokht Ehtiyat E Wajib Ki Bina Par Mutlaqan Jaaiz Nahi Hay Laikin Khud Khanay Peenay Kay Liay Agar Zaroorat Ho Aur Koi Dosra Aap Kay Liay Khareednay Wala Na Milay To Is Had Tak Jaaiz Ho Ga .

Gides © 2024 web developtment by GIYF Team | Rights Reserved